INSTRUCTIONAL LESSON PLAN Nazam Ke Ehmiat Nazam “Mati ka Dia” ka maqsid HALI ki nazim Bachoo...

17
INSTRUCTIONAL LESSON PLAN DA MODEL HIGH SCHOOL BEACH VIEW Mrs NASREEN SAMI SUBJECT:URDU(POETRY)

Transcript of INSTRUCTIONAL LESSON PLAN Nazam Ke Ehmiat Nazam “Mati ka Dia” ka maqsid HALI ki nazim Bachoo...

Page 1: INSTRUCTIONAL LESSON PLAN  Nazam Ke Ehmiat  Nazam “Mati ka Dia” ka maqsid  HALI ki nazim  Bachoo kay liy sabaq.

INSTRUCTIONAL LESSON PLAN

DA MODEL HIGH SCHOOL BEACH VIEW Mrs NASREEN SAMI SUBJECT:URDU(POETRY) TOPIC: MATI KA DIA GRADE: VI

Page 2: INSTRUCTIONAL LESSON PLAN  Nazam Ke Ehmiat  Nazam “Mati ka Dia” ka maqsid  HALI ki nazim  Bachoo kay liy sabaq.

FAHRISTINSTRUCTIONAL LESSON PLAN Nazam Ke Ehmiat Nazam “Mati ka Dia” ka maqsid HALI ki nazim Bachoo kay liy sabaq

Page 3: INSTRUCTIONAL LESSON PLAN  Nazam Ke Ehmiat  Nazam “Mati ka Dia” ka maqsid  HALI ki nazim  Bachoo kay liy sabaq.

Nazam Ke Ihmiat Bacho k dilo ma logo ki madad karne ka

jazba bidar karna.

Logo sa hamdardi karna. Naiki karne ki taraf ragib karna.

Page 4: INSTRUCTIONAL LESSON PLAN  Nazam Ke Ehmiat  Nazam “Mati ka Dia” ka maqsid  HALI ki nazim  Bachoo kay liy sabaq.

Nazam “Mati ka Dia” ka maqsid

Bacho k dilo ma Allah ki makhlok sa naiki karne ka jazba paida karna.

Bacho ko ijtamai mafadat k lie kam karne ki targib dina.

Dokhi logo kay dookh dard ko batna

Barhaty hoy masail ko mil jol kar hal karna

Page 5: INSTRUCTIONAL LESSON PLAN  Nazam Ke Ehmiat  Nazam “Mati ka Dia” ka maqsid  HALI ki nazim  Bachoo kay liy sabaq.

MATI KA DIA

Hali ki mashoor nazmo k nam

Musadas Mado Juz Islam. Musalmano Ki Azadi. Aik Choti Bachi.

Page 6: INSTRUCTIONAL LESSON PLAN  Nazam Ke Ehmiat  Nazam “Mati ka Dia” ka maqsid  HALI ki nazim  Bachoo kay liy sabaq.

Bachoo kay liy sabaq

Dusro ki khidmat karne ka jazba pada hoyaa.

Logo sa naiki karna sikha.

Allah ki makhlok ko ham kaise aram pohncha sakte ha.

Bakol Shair:Hay loog whoi jhan may achayaatya hay jo kam dosroo kay

Page 7: INSTRUCTIONAL LESSON PLAN  Nazam Ke Ehmiat  Nazam “Mati ka Dia” ka maqsid  HALI ki nazim  Bachoo kay liy sabaq.

ACTION PLAN

By: Mrs Nasreen Akhter

Grade: VI

DA Model High School Beach View

Subject: Urdu Poetry

Topic : MATTI KA DIA

Page 8: INSTRUCTIONAL LESSON PLAN  Nazam Ke Ehmiat  Nazam “Mati ka Dia” ka maqsid  HALI ki nazim  Bachoo kay liy sabaq.

FAHRISTPlanning my Action PlanLong Term GoalsShort Term GoalsInstructional Strategies and TasksSolution to anticipate challengesNews LetterTime LineResourcesConclusion

Page 9: INSTRUCTIONAL LESSON PLAN  Nazam Ke Ehmiat  Nazam “Mati ka Dia” ka maqsid  HALI ki nazim  Bachoo kay liy sabaq.

Planning my Action PlanTopic Bloom’s 21st century

approaches21st Century skill Modes

MATI KA DIA ANALYZING1- Distinguish 2- Appraise

EVALUATION1-Revise2-Judge

CREATING1-Organize2-Produce

Listing & speaking skillGiving direction skill

Observing skillsEncouraging skill

Giving directions skillsListing & communications skills

Communication Skill

Problem identification and solution

Critical thinking Problem identification formulation & solution

Creativity Social responsibility

Chart

Survey

Tablo

Story (related topic them)

Speech

Guest speaker

Page 10: INSTRUCTIONAL LESSON PLAN  Nazam Ke Ehmiat  Nazam “Mati ka Dia” ka maqsid  HALI ki nazim  Bachoo kay liy sabaq.

LONG TERM GOALS

Tulba ma ya jazba paida karna k who aindah aane wali naslo k lie koi aisa kam karie jin sa un ko faida ho:

Darakht laganRastay say rakawat door karnaParosio ka khial rakhna

Page 11: INSTRUCTIONAL LESSON PLAN  Nazam Ke Ehmiat  Nazam “Mati ka Dia” ka maqsid  HALI ki nazim  Bachoo kay liy sabaq.

SHORT TERM GOALS

Sawalat

Hosla afzai

Zaraie

JADEED TARIQA-E- TADRESS

Bacho ma sawalat k zarie khud aitmadi paida karna.

Bacho ki hosla afzai karna.

Internet, kitabie, lught k zarie bacho ki malomat ma izafa karna.

Page 12: INSTRUCTIONAL LESSON PLAN  Nazam Ke Ehmiat  Nazam “Mati ka Dia” ka maqsid  HALI ki nazim  Bachoo kay liy sabaq.

INSTRUCTIONAL STRATIGIES & TASKS

Bacho ko lughat ki madad sa alfaz k maine akhaz karway jai gaie ta kay nazim kee tashree kar sakay.

Tulba k darmian ijtaimai mubahese k lie maiari samjh bojh paida ki jai gi ta k nazam “Mati ka Dia” ma jo sabaq dia gaia ha us par kahani likh sakay.

Page 13: INSTRUCTIONAL LESSON PLAN  Nazam Ke Ehmiat  Nazam “Mati ka Dia” ka maqsid  HALI ki nazim  Bachoo kay liy sabaq.

SOLUTION TO ANTICIPATE THE CHALLENGES

MUSKALAT HAL

1- Agar prinicial naya taraqay tadress ka khilaf ho.

2- Waldain ka nay taeqa say ikhtilaf.

3- Agar khuch tolba ijtmai kaam karnay kay ly amada na hoo.

1- May un ko say 21 sadi kay motabiq banay gay courase hadiyat our apnay notes say malomat doo gee.

2- May un say bahmi molakat may un ko nayay tareqay tadress kay mutaliq malomat doo gee.

3- May class may mil jol kar kam karnay ke himat afzai karoo gee.

Page 14: INSTRUCTIONAL LESSON PLAN  Nazam Ke Ehmiat  Nazam “Mati ka Dia” ka maqsid  HALI ki nazim  Bachoo kay liy sabaq.

NEWS LETTERIS HAFTAY MY KARWAY JANAY WALA KAM

AGLAY HAFTAY MAY KARWAYA JANAY WALA KAM

Bacho ko nazam “Mati ka Dia” parhai or samjhai jaie gi.

Tashreh, Khulasa or Markzi khaial karwaia jaie ga

Lughat sa maieni talas karie jaie gaie.

Test lia jaie ga.

Altaf Hussain Hali k Bare ma internet sa malomat nikalne ko kaha jaie ga

Nazam zubani yad karwai jaie gi.

Remember:“Nazam Jogno aur bacah

“ka tablo show karya jay ga

Page 15: INSTRUCTIONAL LESSON PLAN  Nazam Ke Ehmiat  Nazam “Mati ka Dia” ka maqsid  HALI ki nazim  Bachoo kay liy sabaq.

TIME LINE

• Kam shoro karaia jai ga.

• Assigment ban vaia jai ga.

• Mushaira karia jai ga.

• Test lia jai ga.

September

November

MarchJanuary

Page 16: INSTRUCTIONAL LESSON PLAN  Nazam Ke Ehmiat  Nazam “Mati ka Dia” ka maqsid  HALI ki nazim  Bachoo kay liy sabaq.

ZARAIE

Dosre section ki teacher sa malomat. Internet Ms power point Kutib Khana Intel program sa mustafid hoe.

Page 17: INSTRUCTIONAL LESSON PLAN  Nazam Ke Ehmiat  Nazam “Mati ka Dia” ka maqsid  HALI ki nazim  Bachoo kay liy sabaq.

Harf-e-akhar 21wi sadi k tadrisi kawahid lago

karne sa talba behter andaz sa Urdu samjah sake gaie.