JAMIA ABI HURAIRAH

11
ONLINE ACADEMIC UNIT OF KHANQAH-E-DAR-UL-EHSAN Shaykh-e-Tariqat Hazrat Maulana Sayyed Mohammed Talha Saheb Qasmi Naqshbandi Mujaddidi DB Khalifa of Hazrat Peer Zulfiqar Ahmad Sb Naqshbandi Mujaddidi DB ESTD: 2017 Under Esteemed Supervision of English Transliteration Copy NEW ADMISSIONS FOR THIS YEAR: 9TH MAY'22 TO 17TH MAY'22

Transcript of JAMIA ABI HURAIRAH

JAMIA ABI HURAIRAHONLINE ACADEMIC UNIT OF KHANQAH-E-DAR-UL-EHSAN

Shaykh-e-Tariqat Hazrat Maulana Sayyed Mohammed Talha SahebQasmi Naqshbandi Mujaddidi DB

Khalifa of Hazrat Peer Zulfiqar Ahmad Sb Naqshbandi Mujaddidi DB

ESTD: 2017

Under Esteemed Supervision of

English Transliteration Copy

PROSPECTUS 2022-23

NEWADMISSIONS

FOR THIS YEAR:9TH MAY'22 TO

17TH MAY'22

Technical Requirements ( Zaruriyaat ) For All Courses

1. Computer / Laptop / Smartphone2. Good Quality Headphone + Microphone3. Strong Internet Connection4. Zoom Cloud Meeting App5. Google Classroom App

Please is prospectus ka ek ek word dhyaan separdhne ke baad hi website par onlineadmission form fill up karna start karein.

Note:

TABLE OF CONTENTS

I. INTRODUCTION

Table of ContentsTechnical RequirementsIntroduction to Jamia Abi Hurairah

2

2

3

4

5

5

6

7

7

7

II. AALIMIYYAT COURSE

Aalimiyyat Program At a GlanceEligibility for AdmissionFee DetailsCourse Curriculum

III. QURAN LEARNING PROGRAMME

Program At a GlanceCourse CurriculumFee Details

8

10

11

11

IV. INFORMATION

General DetailsTestimonialsBank Account DetailsContact Information

www.jamiaabihurairah.com

Dear Readers,

Deen ke basics ka itna ilm haasil karna ke Faraiz, Wajibaat awr Sunnatein correctly perform ho jayeinaur Haraam awr Makrooh kaamon ko avoid kar sakein, har musalman mard aur aurat ke liyecompulsory hai. Isi tarah har musalman ko chahiye ke woh jis field of work se jura ho, us ke zaroorishara'ii ahkaam (Islamic guidelines) ki education zaroor haasil kar le, Misaal ke taur par, business awrNikah etc, taake haraam aur halal mein differentiate karte hue duniya aur akhirat mein kamyaab hosakay.

Musalmanon ki majority ke liye sirf upar mention kiye gaye basic ilm ka haasil kar lena kaafi hai.Shara'ii ehkaam (Islamic guidelines) ka ilm un ke asal sources (Quran, sunnat, ijma, qiyaas) se haasilkarna compulsory nahi, balkay ilm-e-deen ke expert, trusted, awr muttaqi ulama e ummat semaloom kar ke us ke accordingly amal kar lena un ke liye kaafi hai. Yahan un ki zimma daari khatamho jati hai, is se zyada ka unpar burden nahi.

Next step complete/advance level ilm e deen ko original source (Quran, sunnat, ijma’a, qiyaas ) sehasil karne ka hai. Har generation aur period mein ummat mein aik aise tabqe (group) ka honazaroori hai jo is step ka ilm haasil kar ke ummat ki majority ko important issues par aur sahi waqtguide kar sakey aur complete deen ki hifazat (protection) aur next generation tak is ko transfer karneki compulsory duty perform karey, taake yeh silsila(process) qayamat ke qareeb tak ( jab tak Allahtaala ko apne deen ko is zameen par baqi rakhna manzoor ho ) jari (continued) rahe. Ummat ke yahigroups hain jinhein hum respectively mujtahideen, fuqahaa awr ulmaaye kiraam ke naam se yaadkarte hain.

Ummat ke aam logon ko chahiye ke woh basics aur compulsory ilm ke hasil karne ke baad, har tarahke kaamo'n aur masroofiyato'n ke sath, kuch na kuch aur extra ilm e deen bhi haasil karte rahen,taake un ke basic ilm mein pukhtagi (perfectness) aur amal mein durustagi o khubsoorti (accuracyand beauty) aati jaye, aur un ki zaat se dusron ko bhi faida pahunchnay lage. Khud Allah taala neapne Mehboob Hazrat Muhammad Sallallah o alyhe wasallam ko is baat ki talqeen (instruction)farmayi ke aap apne ilm mein izafay (increasement) ki dua mangte raha karein. Aur MehboobSallalah o alyhe wasallam, Allah taala se faida pahunchane walay ilm aur Allah ke darbaar meinaccept honay wale amal ki dua manga karte thay.

Inhi baaton ko saamne rakhtay hue modern education aur different professions se jude woh log jin koAllah taala ne deen ke, ulmaye kiraam ke aur Allah walon ke qareeb aane ki tofeeq di, aur un ke andarbasic ilm deen ke baad ab aur zyada ilm haasil karne ka shauq paida hua, Quran kareem, ahadeesSharifa, fiqh aur different deeni aur islami books ko khud parhnay aur samajhney ki capability paidakarne ka shauq awr desire paida hua hai, un ki rahnumai (guidance and teaching) ki khatir sirf Allah kitaufeeq se 2017 mein yeh silsila ( six years basic aalimiyat course ) shuru kiya gaya hai, jis ke zariye se kisiko koi bazabta (formal) aalim to nahi banaya ja sakta, nah koi is ki umeed rakhay aur nah is ko completekarne ke baad apne aap ko aalim samjhna aur ulama ki list mein count karna shuru kar day. Zahir haike is short period mein, bahut kam waqt laga kar aalim ban'nay ka khwaab dekhna ya bananay kakhwaab dikhnana, extreme bhola pan aur bohat bari dhokay baazi hogi. Baqaida aalim ban'nay ke liye(in-person) renowned Islamic universities and famous Islamic seminaries mein admission le kar, ya kisireputed aalim aur expert teacher ki sohbat (company) mein zindagi ka ek bara hissa continuity aurfocus ke sath Ilm hasil karne ke liye dedicate karna zaroori hai. But Allah taala ke fazl o karam aur uskikhaas rehmat se qavi (strong) ummeed hai ke is course ko mehnat (hardworking) ke sath parh karcomplete kar lene walay afraad (persons) ke andar ek specific level ki strong eligibility aur capabilitydevelop ho jaye gi, jis ke baad InShaAllah wo akaabir wa mashaikh ki kitaabon aur duroos se bharpooristefada kar sakeinge. Aur Basirat ke sath ilm ki roshni mein sulook ke marahil tai kar sakenge.

بسم اللہ الرحمن الرحیمالحمد لله و كفى و سالم على عباده الذين اصطفى، أما بعد،

ة فلوال نفر من كل� فرقة منهم طائفة فقد قال اللہ تعالی: وما كان المؤمنون لينفروا كاف�

ليهم لعل�هم يحذرون ذا رجعوا ا� ين ولينذروا قومهم ا� هوا في الد� ليتفق�ن كنتم ال تعلمون كر ا� هل الذ� لوا ا� وقال تعالى: فاسا�

لب العلم فريضة على كل� مسلم وقال صلى الله عليه وسلم: طين ھه في الد� وقال عليه الصالة والسالم: من يرد الله به خيرا يفق�

Introduction to Jamia Abi HurairahJamia ke asal programme 'Basic Aalimiyyat' ka ijmaali khaka

Class Timing Morning Batch: Night Batch: 6:30 am to 8:30 am (tentative) 8:30 pm to 10:30 pm (tentative)

(Zarurat pardne par aap batch change kar sakte hain.)

FeeAdmission Fee: ₹500Tuition Fee: ₹12000/- per annum (Two Installment)

Course DurationMinimum 4 Years

Academic YearShawwaal to Shabaan

Class DaysMorning Classes: Monday - Tuesday - Thursday - SaturdayEvening Classes: Monday - Tuesday - Thursday - Friday

Quality Education Flexibility according to learner's convenience No heavy assignments 95% activities including exercises in the class itself Two-way interaction throughout the session Individual attention to all learners Recordings available Lifetime guidance and assistance InShaAllah (as per convenience) Students' (own) study circle and independent and open discussions.

1.2.3.4.5.6.7.8.9.

Basic Aalimiyyat Programme (in a glance)

Salient Features

The most important featureof this program is the

extensive focus on Arabiclanguage; we invest most of

our time on it.

Aap Ahl-e-Haq mashayekh mein se kisi se islahi talluq rakhte ho'n. Aap Urdu & Arabic script / text ko read kar lete ho'n.Aap common English words & terms ko aasani se samajh lete ho'n.Aap aasani ke saath baghair kisi ki madad ke achhi tarah Internet use kar lete ho'n.Agar aap Urdu yaa Arabic nahi read kar paate tab bhi aap admission le sakte hain,but aap ko ASAP ( jald se jald ) Urdu & Arabic read karna seekhna hoga.But agar aap common English awr Internet use karna nahi jaante, toh please aaphargiz admission na lein.

Is course mein admission lene ke liye zaruri hai ke...

Ye course aslan (basically) Hazrat Maulana Sayyed Mohammad Talha SahabQasmi Naqshbandi DB se islaahi taalluq rakhne waale salikeen ke liye hai,albatta dusre shuyookh (plrl of shaykh) se islahi taalluq rakhne waale salikeenbhi admission le sakte hain.Filhaal Basic Aalimiyyat programme Sirf Mardo'n ( men ) ke liye hi hai.Sirf is short course ke zariye koi complete Aalim nahi ban sakta, ye sirf ekshuru'aat hai.Is course ka buniyaadi maqsad ye hai ke salikeen basirat ke sath ilm ki roshnimein zikr ke marahil tai kar sakein

Basic Aalimiyyat Programme (in detail)

Eligibility for Admission

Annual Fee Details (Aalimiyat)

Agar aap ilm haasil karne ke Khwahish rakhte hain, but fee pay nahi karsakte, to special permission ke saath enroll kar sakte hain, InShaAllah.

Without Fee

Agar aap kisi student ki fee pay karna, ya JAMIA ka taawun karnachaahte hain, toh ijazat lekar kar sakte hain, InShaAllah.

Sponsorship

Aap is prospectus ke aakhir mein diye gaye bank account tetail/ UPI QR Code kethrough Admission fees (Rs 500) pay kar ke screenshot online form mein photo aurID ki tarah upload karein.Admission form fill karne ke baad aap ek hafte (4 days) ki class attend kar sakte hain.Us ke baad tuition fees ki pehli installment (Rs 6000) pay karne ke baad aap regularclasses mein shamil ho sakte hain.Tuition Fee ki 2nd installment (Remaining Rs 6000) ek mahine baad ada karni hogiEk mahina ta'leem hasil kar lene ke baad mukammal fee (Rs 12000) ki adaiegilaazmi hogi.Aap apni fees kisi ko cash mein na dein. na kisi ke hawaale karein. Bank mein hijama karein

SUBJECTS

Basic Urdu Language

Educational EtiquettesBasics of Belief and FiqhArabic Language

BOOKS

Urdu Zabaan ka qaida Ibtidayi Urdu, NCPULSelected ChaptersTaleem-ul-IslamDuroos Ul Lughatil Arabia

CURRICULUMJAMIA ABI HURAIRAH ONLINE ACADEMIC INSTITUTE OF

KHANQAH-E-DAR-UL-EHSAN, MUMBAI, INDIA

السنة الأولى(I Year)

Pri

mar

y C

lass

esM

idd

le C

lass

esU

pp

er C

lass

es

www.jamiaabihurairah.com

Basic Aalimiyyat Course

PARTS / CHAPTERS

-

-First 3 PartsPart-1 CompletePart-2 up-to Chapter 15

SUBJECTS

Arabic Language+Nahw+Sarf

FiqhIntro to Fiqh and FuquahaFiqh

BOOKS

Duroos Ul Lughatil Arabia

Taleem-ul-IslamSelected ChaptersMala Budda Minhu (Urdu)

السنة الثانية( II Year )

PARTS / CHAPTERS

Part-2 CompletePart-3 up-to Chapter 15Abwab us sarfPart4 Complete-Selected Units

SUBJECTS

Arabic Language+Nahw+SarfThe Quran Translation

BOOKS

Duroos Ul Lughatil ArabiaThe Holy Quran

السنة الثالثة(III Year)

PARTS / CHAPTERS

Part3 &4 CompleteChapter 30

SUBJECTS

The Quran Translation

Hadith ShareefArabic Duaein

BOOKS

The Holy Quran

Alfiyat-al-HadithAd‘iyah al-ma’thūrah

السنة الرابعة(IV Year)

PARTS / CHAPTERS

Chapter 29, Surah al-Kahf,al-yaseen, as-Sajdah, ar-rehmaan, al-WaqiahInitial 100 Ahadith-

SUBJECTS

NahwAwami-e-NahwArabic and Seerat ul AmbiyaArabic LanguageArabic Language

BOOKS

hidayah al-nahwSharhu-Miati-AamilQasas-un-NabiyeenAl-Qiraa'atur-RashidahAl-Qiraa'atul-Wadihah

السنةالخامسة

(V Year)

PARTS / CHAPTERS

CompleteCompleteFirst 4 Parts CompletePart-1-2-3 SelectedPart-3 Selected

SUBJECTS

Arabic and Seerat un Nabi ملسو هيلع هللا ىلصHadith ShareefAhadith and Seerat e SahabaUsool-e-TafseerUsool-e-HadithUsool-e-Fiqh

BOOKS

Qasas-un-NabiyeenRiyad-us-SaleheenHayat-us-sahaba ArabicAasan Usool-e-TafsirAasan Usool-e-HadithAasan Usool-e-Fiqh

السنةالسادسة

(VI Year)

PARTS / CHAPTERS

Part-5 CompleteSelected UnitsSelected UnitsCompleteCompleteComplete

After completing 4 years of Preliminary Course, students will advance toadditional two years of study based on comprehensive examination

*Syllabus is subjected to modifications based on needs and requirements during the course.

Aap is prospectus ke aakhir mein diye gaye bank account tetail/ UPI QR Code kethrough Admission fees (Rs 300) pay kar ke screenshot online form mein photoaur ID ki tarah upload karein.arni hogi.Admission form fill karne ke baad aap ek hafte (5 days) ki class attend kar saktehain. Us ke baad phir mukammal tuition fees (Rs 7000) pay karne ke baad aapregular classes mein shamil ho sakte hain.Aap apni fees kisi ko cash mein na dein. na kisi ke hawaale karein. Bank mein hijama karein

Articulation of Arabic alphabet. (picturized)Entire Quran ko bilkul correctly recite karneke basic rules with practice. (Noorani Qaida +Jamia's Notes)Thoroughly recitational practice of completeJuz-e-'Am [last ( 30th ) para of Holy Quran].Basic Aqaayed ( Faiths ) awr Masaail

QURAN LEARNINGPROGRAMME (FOR MEN AND WOMEN)

Course Duration1 Year

Academic YearShawwaal to Shabaan

Class DaysMonday to Friday

Class Timing 9:30 PM to 10:30 PM (Men)7:30 PM to 8:45 PM (Women)

FeeAdmission Fee: ₹300Tuition Fee: ₹7000/- per annum(One time payment)

Admission CriteriaMinimum Age: 12 Years

Curriculum

AND

REC

ITE

THE

QU

RAN

CLE

ARLY

WIT

H T

ARTI

L, (I

N A

DIS

TIN

CT A

ND

MEA

SURE

D T

ON

E) A

L-Q

URA

N 7

8:4

Fees Payment Details

Is course mein meaning awr translation ko bilkul nahi rakha gaya hai,uske liye mard hazraat basic alimiyyat course mein enroll kar sakte hain.

ww

w.ja

mia

abih

ura

irah

.com

Separate class for womenwith lady teacher

Live classes zoom meeting app par hotihai. Assignment aur dusre umoor Googleclassroom app ke zariye anjaam diye jaatehain.Ek complete virtual classroom hota hai,jisme aap ke device ki screen parwhiteboard, chat box, hand raise karne kaoption, attendees list, webcam awr micsab kuchh hota hai, kitaab ki pdf aap kesaamne khuli hoti hai, awr aap apnespeaker par ustaad ki aawaaz ko sunteawr kitaab ko dekhte hain, awr zaruratpardne par ustaad apna camera bhi onkar lete hain.Class link aap ke saath share kar di jaatihai, jiske through aap class join karte hain.Admission confirm hone ke baad Zoomaur google classroom app ka istemaalsamjha diya jayega. InShaAllah

Class kaisi hoti hai?

Kisi roz live class miss ho jaaye tohAlhamdulillah usually ek ghante ke andarandar us class ki recording provide kar dijaati hai, but live class miss na karein tohachha hai.Hum beginning of the year mein One-Drive-Share-Point ki single link de detehain, jismein poore saal (whole year) kirecordings daily upload ki jaati rehti hain,Alhamdulillah

Class Recordings

Gen

eral

Det

ails

Dars ( Lecture ) Urdu zabaan mein hota hai, butzarurat parne par suitable English words andterms use kiye jaate hain. Alhamdulillah.

Medium / Language

Assistant teachers 24/7 available hongeInShaAllah, aap apni convenience ke mutaabiqunko question send karein, wo apni convenienceke mutaabiq reply kareinge. Agar detail meinbaat karni ho toh aap unko message kar ke callka appointment le sakte hain.

Doubt Clearing Outside TheClassroom (In Self Study)

Course complete karne ke baad ek overall exampass karne par aap ko Hazrat Shaykh saheb DB kisignature ke saath JAMIA ke certificate se nawazajaayega, InShaAllah.

Certificate for Basic Aalimiyyat

Gen

eral

Det

ails

Admission confirm hone ke baad further dailynotifications ke liye aap ka number Jamia keWhatsApp group mein add kar diya jaayega,InShaAllah.

WhatsApp Group

Annually do major exams honge. ek saal ke midmein dusra saal ke end par. Jin mein shirkatcompulsory hogi. Otherwise admission cancel hosakta hai.

Examination

Saal mein do badi holidays announce hongi. 5 days for Eid ul Adha and 10 days at the time ofmid year examination.

Holidays

Saari books ki soft copies (PDFs) Jamia khudprovide karta hai; printed versions (hard copies)students ko purchase karni hoti hain, jinke liyeJamia guidance provide karta hai.

Books

TESTIMONIALS

Teachers are full of energy to impart the knowledge,

explaining each concept in detail.

Zakir Ahmed, Software Engineer

Best online institute where one can learn the syllabus veryclose to the syllabus of Madaaris with perfection.

Munaf Abdul Majeed, Businessman

Jamia uses the best online meeting platforms and otherhardware accessories to create the best learning environment

Zulqarnain, Digital Marketer

I don't recall even a single sentence in any of the books whichwas skipped without explaining.

Mohammad Fazil, IT Auditor

Before I took this course I was aware of 4-5 tajweed rules.During the course, I learned 28 rules of tajweed.

Muzammil Ahmad, Software Engineer

Bushra Wasim, Homemaker

Our teacher's focus was on everyone so that we can learnand rectify our mistakes and read Quran the way it should be.

Ba

sic

Aa

lim

iyya

t C

ou

rse

Qu

ran

Le

arn

ing

Pro

gra

m

For more detailed testimonials, visit www.jamiaabihurairah.com

Bank Account Detail

Account Name:Darul Ehsan Educational and Charitable Trust

Account Number:50200032612188

Bank Name:HDFC Bank Bhiwandi

IFSC CODE: HDFC0000733

Visit website to apply for admission online

www.jamiaabihurairah.com

[email protected]

Headquarter: Mumbai (Bhiwandi), Maharashtra.Online Centres: Bhiwandi, Bangalore, Kanpur

Contact Numbers: +91 80870 23389 - +91 80779 32993

90+STUDENTS CURRENTLY

ENROLLED

B A S I C A A L I M I Y Y A T C O U R S E

50+MEN BENEFITED

Q U R A N L E A R N I N G C O U R S E

70+WOMEN BENEFITED

Q U R A N L E A R N I N G C O U R S E