Download - Tabbarra Quran o Hadees Ki Roshni Mein

Transcript
Page 1: Tabbarra Quran o Hadees Ki Roshni Mein

7/25/2019 Tabbarra Quran o Hadees Ki Roshni Mein

http://slidepdf.com/reader/full/tabbarra-quran-o-hadees-ki-roshni-mein 1/5

TABBARRA QURAN O HADEES KI ROSHNI MEIN Page 1

TOPIC TABBARRA QURAN O HADEES KI ROSHNIMEIN 

From www.yaali.co.cc [Al l In One Shia Website]

 Aaj kal kuch loge kehtey hen k dushmanan e Haider o Fatima AS ko bura nhikahain kyun k shahyad Khuda inhen baksh dey. Itehaad bain ul muslemeenkrtey huay inhen bura kehna ya samajhna ghalat hai . . Fiqah e Jafferiya meinhr maslay k hal k liay pehlay

  "Quran" hu jjat hai  Quran mein na mi ley to " Hadees" hujjat  phir " Qoal e Masum hujjat"  Na milay to Aql e Amoomi hujjat

 

 Aqal se samajh na aaey to Taqleed huj jat .

KAGHAZ QALAM NA DENA

Ye loge Nabi S.A.W k bulaney par kaghaz qalam le kr nhi aaey Un ki nafrmanikr k Hzrt Ali AS ka huq ghasb kya. Quran mein In ki bakshish daikhtey hen:

.

  (aey Nabi) Keh do k Khuda aur us k Rasul ka hukm mano. Agr na manen

to Khuda bhi kafiron ko dost nhi rkhta. (Aale-Imran, 32)

.

  Aur jo Khuda aur us k Rasul ki nafrmani krey ga aur us ki hadon se nikal jaega, is ko Khuda dozakh mein daley ga jahan wo hamesha rhey ga auris ko zil lat ka azab hoga (Nisa, 14)

.

  Is roze kafir aur Nabi k nafrman aarzu kren ge k kaash in ko zmeen mein

dafun kr k matti brabr kr di jati (Nisa, 42)

.

  Momino paighamber k bulaney ko aisa khayal na krna jaisa tum aapasmein aik doosrey ko bulatey ho. Be shak Khuda ko ye loge maaloom hen jo tum mein se aankh bacha kar chal daitey hen. To jo loge un k hukm kimukhalifat kartey hen in ko darna chahiye k (aisa na ho k) in par koiaafat par jaey ya takleef dainey wala azab nazil ho (Noor, 63)

Page 2: Tabbarra Quran o Hadees Ki Roshni Mein

7/25/2019 Tabbarra Quran o Hadees Ki Roshni Mein

http://slidepdf.com/reader/full/tabbarra-quran-o-hadees-ki-roshni-mein 2/5

TABBARRA QURAN O HADEES KI ROSHNI MEIN Page 2

GHADEER E KHUM

Ghadeer e khum mein seedhi raah malum honey k baad inhon ne Nabi S.A.Wki mukhalifat ki aur Hzrt Ali AS ka huq ghasb kya. Quran ki roshni meindaikhtey hen:

.

  Aur jo shaks seedha rasta maalum honey k baad Paighamber kimukhalifat karey aur mominon k rastey k siwa aur rastey par chaley to jidhar wo chalta hai hum isey idher hi chalney dain gey aur jahanummein dakhi l karen gey aur wo buri jaga hai. (Sura Nisa, Ayat No 115)

 

Jin logon ko seedha rasta maalum ho gaya (aur) phir bhi unhon ne kufrkya aur (logon ko) Khuda ki raah se roka aur Paighamber ki mukhalifatki wo Khuda ka kuch bhi bigaar nahi saken ge. Aur Khuda in ka sab kyakaraya akaarat kar daiga (Sura Muhammad, Ayat No 32)

GHAZWAEY TABBUK K BAGHORON K LIAY ALLAH NEFARMAYA: 

  Jo loge (ghazwa-e-tabuk) mein peechay reh gaey wo paighambar-e-Khuda (ki marzi) k khilaf bethay rehney se khush huay aur is baat ko napasand kya k Khuda k rah mein apney maal aur jaan se jihad Karen aur(auron se bhi) kehney lagey k garmi mein mat nikalna (in se) keh do kdozakh ki aag is se kaheen ziada garm hai. Kaash ye (is baat) kosamajhtey (Sura Tauba, Ayat No 81) 

  Aey ahle imaan apni awazen Paighamber ki awaaz se oonchi na karo aur ji s tarah aapas mein zor se boltey ho (is tarah) un k samney na bola karo(aisa na ho) k tumharey aamaal zaaey hojaen aur tum ko khabar bhi naho (Sura Hujraat, Ayat No 2) . . .Khuda oonchi awaaz waley ko to aamaal

zaaya karney ki dhamki de raha hai aur Nabi S.A.W pr hizyaan ki tuhmatlaganey waley ko buksh daiga. Waah re shia waah

Page 3: Tabbarra Quran o Hadees Ki Roshni Mein

7/25/2019 Tabbarra Quran o Hadees Ki Roshni Mein

http://slidepdf.com/reader/full/tabbarra-quran-o-hadees-ki-roshni-mein 3/5

TABBARRA QURAN O HADEES KI ROSHNI MEIN Page 3

  Aey Paighamber ki bivio  tum mein se jo koi sareeh nashaaista harkatkregi i s ko do gunah saza di jaegi (Ahzaab,30)

VERSE AGAINST WIFE OF NABI (AS)

.

Khuda k Wali aur Nabi S.A.W k Wasi se jung krney se bari nashaaista harkatkya hogi ? . .

NABI (AS) KI HAZRAT FATIMA (SA) SE MOHABBAT

 Ahle Sunnat mustanad tareen ki tabon Sahi Bukhari English Book 3 Hadis No334, Sahi Muslim English Book 31 Hadis No 334, 5952, 5955, Sunan AbuDawood Engl ish Book 33, Hadis No 4201 English Book 41, Hadis No 5198 mein

Nabi S.A.W ki Hzrat Fatima SA se muhabat ki inteha batae hai.

 Aur Sahi Bukhari English Book 4, Hadis No 820, English Book 5, No 62, 718,English Book, No 301, Sahi Muslim English Book 31, No 6003, 6004 mein NabiS.A.W ki hadis hai k "Fatima jannat ki khawateen ki sardar hai" . . . Phr BukhariEnglish Book 5, Hadis No 60, 368 English Book 8 No 718, Sahi Muslim EnglishBook 19, No 4352, 4353, 4354, ABU DAWOOD English Book 19, No 2961, 2963,

2966, 2967, 2969, 2976, 2978 mein baagh e Fidak ghasb krney parHazrat Fatima AS ki In se naarazgi aur dukhi honey ka zikr hai. 

Bkhari English Book 5, Hadis No 61, 111, Muslim 31, No 6000 mein Nabi S.A.Wka irshad hai

"Fatima Maira Hisa hai jis ne isey dukh dya us ne mujhey dukh dya"(YaaniInhon ne Nabi S.A.W ko dukh dya)

 Al lah ne Tabarra farmaya:

.

  Jo Khuda aur is k Paighamber ko dukh daitey hen in pr Khuda dunya aur

aakhirat mein lanat karta hai aur in k liay is ne zaleel karney wala azaabtayyar kar rakha hai (Ahzaab, 57) . . . .Allah Kyun Tabarra kr raha hai yeto ghalat hai naa ?

Page 4: Tabbarra Quran o Hadees Ki Roshni Mein

7/25/2019 Tabbarra Quran o Hadees Ki Roshni Mein

http://slidepdf.com/reader/full/tabbarra-quran-o-hadees-ki-roshni-mein 4/5

TABBARRA QURAN O HADEES KI ROSHNI MEIN Page 4

SIRF SHIA KA LIYE

Nafrat k izhar k 3 tareekay hen

•  haath se larna

• 

zaban se bura kehna

•  dil mein bura jan'na

Sb se shaded haath se larna hai

 Al i AS ki sunnat :

Imam Ali AS ne Hzrt Ayesha se jung ki

 Ahlesunnat k mutabiq Qati l e Usman Hzrt Muhammad b Abi Bakr se kaha

"Muhammad bin Abi Bakr sulb e Abu Bakr se maira baita hai". . . Zaban seTabarra kya jo k Nehjul Balagha sanad yafta Ayatullah Syed Ali Naqi , khutbaNo 57, 72, 75, 96, 114, 133, 154, 156 aur 198 mein hai.

 AL QuraN:

"Allah kisi (ki) Buri baat ka buland awaz se kehna pasand nhi krta siwaey iskay k zulm hua ho (Zaalim ka zulm bayan kr skta hai) (Nisa 148 ) . .Nabi kbulaney pr kaghaz qalam le kr na aana

  Un pr Hizyan ka ilzam lagana

 

Un ki wasiyat pr amal na kr k Hzrt Ali ka huq ghasb krna  Hzrt Al i k galey mein rassi daalna  Hzrt Fatima AS ki wirasat ghasb krna  Un ka ghar jalaney aana aur un pr darwaza marna zulm nhi hai kya. Phr

Quran mein is ki i jazat hai !

Bihaar ul Anwar (jis ka Ayatullah Ahmad Mustanbat Ne apni kitab Alqatrat oMin Bihar e Manaqib e Nabi Wali Itrat mein qasrat se hawala diya hai) mein to Aema AS k tabbaray k itney hawaley hen k yahan paish nahi kiye ja saktey.Daikhna chahen to Biharul Anwar Hisa 9 Baab 4 Safha 84 mein ImamMuhammad Taqi AS ka manazira mojud hai. .

. . . Ab Hm aatey hen Itehaad bain ul muslimeen pe:

Fakhr ul Mujtahedeen Shekh Suduq ne apni kitab Imaali Sfha 111 Hisa 7, Al lama Baqir Majl isi ne Bihar Ji ld 27 Safha 25 aur Ayatu llah Ahmad MustanbatQuds Sira ne apni kitab Alqatrat o Min Bihar e Manaqib e Nabi Wali Itrattarjuma Manaqib-e-Ahlebait Hisa 1 Safha 47 mein Imam Sadiq AS ka qoal l ikhahai:

"Jo koi bhi aisay shaks k sath baithey jo hamarey aeb bayan karey ya aisay

shaks ki tareef karey jo hamara munkir ho ya aisay shaks k sath rabta karey joHm se rabta tor chuka ho ya aisay shaks se rabta khtam krey jis ka hmarey

Page 5: Tabbarra Quran o Hadees Ki Roshni Mein

7/25/2019 Tabbarra Quran o Hadees Ki Roshni Mein

http://slidepdf.com/reader/full/tabbarra-quran-o-hadees-ki-roshni-mein 5/5

TABBARRA QURAN O HADEES KI ROSHNI MEIN Page 5

sath taa'luq ho ya hmarey dshman k sath dosti krey ya hmarey dost k sathdshmani krey yaqeeni tor pe is ne Sura-Humd aur Quran-e-Azeem nazil krneywaley Khuda k sath kufr kya" . . . Yaani Hum munkireen e ahlebait k saathitehad ki surat mein Khuda k sath kufr Karen ge. Jahan tak is zamaney kikharabi ka tal'uq hai to Imam Sadiq AS ne bud tareen doar mein bh i aisa kya.

Ye wo doar tha jab shiyon ka qatl e aam jaari tha aur aaj kal k doar se buhatbura doar tha .

Imam Sadiq AS k shagird Hasham Ibn e Hak par likhi janey wali kitab meinImam Sadiq AS ki mojudgi mein un k shagird, Hamran ibn Ain Shaybani, Ghaisibn Maser, Yunus ibn Yaqub , Abu Ja'far Ahwal aur Hasham Ibn e Hakam neTabarra bhi kya hai aur manazirey bhi. . . Ab hum apney dushmanon ordushmanane Haider ko mawazna krtey hen:

 Ayatullah Ahmad Mustanbat ne apni ki tab Alqatrat o Min Bihar e Manaqib e

Nabi Wali Itrat tarjuma Manaqib-e-Ahlebait Hisa 1 Sfha 140, Allama BaqirMajli si ne Bihar Jild 24 Sfha 317 Hisa 30 mein Nabi S.A.W ka qoal likha hai:

"Koi banda bhi Khuda pr imaan nhi la skta jab tak k wo Mjhey apney se zyadadost na rkhta ho, Meri nasal ko apni nasal se, merey khandan ko apneykhandaan se aur merey rishtey daaron ko apney rishtey daron se ziada aziz narkhta ho"

Waah re Shia !

Nabi S.A.W hmein keh rahey hen k hum unhen aur un k khandaan ko apneyaur apney khandaan se ziada aziz rkhen wrna hamara Allah pr Imaan hi nahiaur hum apney dushman America ko to to Murdabad kehtey hen aur Nabi aurWali k dushman ko bura kehna ghalat jaantey hen. .

Zara sochen !

Koi hmarey baap k bulaney par na aaey, un par hizyan ka ilzam lagaey yahamarey baap ka huq ghasb krey, un k galey mein rassi daaley, hamari maanki jaaez wirasat ghasb krley, Jb wo ghar mein mojud hun un ka ghar jalaney aa jaey, un pr darwaza giraey to hum aisay shaks ko bura nahi kahen gey ya phr k

 jo bura keh raha hai us ko bhi roken gey. To hum agar apney dushman ko burakahen aur Nabi aur Wasi k dushman ki burae bayan krney se roken to NabiS.A.W k qoal k mutabiq hamara Allah par Imaan nahi hai. Tabarra hamareyFaroo e deen ka hisa hai aur farooey deen zamaney k saath badaltey nahi hen.. . .

Haider ki adawat wo jahanum hai k j is mein

Kuch ahl-e-amal apney amal jhonk k khaen

Rizq hmein sadqey mein mil ta hai Usi k

Kuch maang k khaatey hen to kuch bhonk k khaaen